Zindagi, Ek Anokha Safar – Episode 7

This story is part of the Zindagi, Ek Anokha Safar series

    Karan Apni bike le kar highway ki taraf nikal jata hai. Tabhi Karan ka phone ring karne lag jata hai. Karan ne bike side par roki aur phone utha kar bola.

    Karan – Haan abe khan par hai abhi tak nhi pouncha tu ?

    Aarif – Bhai bs 2 minute me aa rha hoon.

    Aarif ne phone cut kar diya aur wo jialdi se Karan ke pass ponch gya. Aarif ko dekh kar Karan ne use apne gale se laga liya aur kha.

    Karan – Sale tu itna tyar ho kar kyo aaya hai. Hum sab party me nhi college me ja rhe hai samjha.

    Aarif – Iske 2 reason hai ok.

    Karan – Chal ek bta.

    Aarif – Ek toh main aaj Karan Thukar bana hua hoon ok. Second reason ye hai ki aaj pehle din college me bahot hi hot and sexy ladkiya bhi toh aayegi.

    Karan – Main tujhse ek baar aur puch rha hoon ki tu college me ja rha hai kisi party me.

    Aarif – Sale tu toh itna handsome ki tu jo bhi dal leta hai wo hi ek fashion ban jata hai.

    Karan – Sale ab chal bhi hum dono pehle se hi late ho rhe hai.

    Aarif Karan ke piche bike par beth jata hai, kuch hi der baad wo dono college ke gate par aa jate hai. Karan bike ko parking me lagta hai. Fir wo dono college ke andar jane lagte hai. Par gate par senior freshshers ki ranging kar rhe hote hai. Wo dono bhi unke pass chale jate hai.

    Boy 1 – O hero, chal apna apna naam bato ?

    Karan – Mera naam Aarif hai.

    Boy 2 – Or tu bta jaldi se.

    Aarif – Mera naam Karan hai.

    Boy 3 – Ok wese tum dono ko pata hai naa yhan par kya ho rha hai.

    Aarif aur Karan ek sath bole – Haan pata hai.
    Itne me boy 4 Karan ke pass jata aur use ache se dekh kar boy 3 ke kaan me dhire se kehta hai – Bhai ise jane do ye wo hi lucifer black belt hai jisne tumhare bhai ko ache se pita tha. Boy 4 Karan ke pass jata hai.

    Boy 3 – Haan abe tune kya naam batya tha apna.

    Karan – Aarif bola toh tha.

    Ye kehte hi boy 3 Karan ke gaal par jordar thapad mar deta hai.

    Boy 3 – Sale awaj niche kar ke baat kar yhan. Wese tu hi wo tu hi wo lucifer hai naa jisne mere chhote pyare bhai ko mara tha.

    Karan – Ohh hoo acha tum hi uske bade bhai ho. Well kese bade bhai ho tum jab tume apne hi chhote bhai ko sambhal nhi sakte. Wo high school se hi nasha kar rha hai aur dusro ko bhi karwa rha hai.

    Boy 3 – Sale tere baap ke paise se karta hai kya wo ?

    Karan – Nhi aisi baat nhi hai, well is baat yhin par khtam karte hai. Aaj mera mood kafi acha hai aur pehle din hai. Is bare me fir kabhi baat karegen ok.

    Boy 3 – Thik hai abhi ke liye ja tu. Haan abe tu tune kya naam bataya tha apna.

    Aarif – Kitni baar aur batun, Karan, karan, karan.

    Aarif apna naam itni jor se bolta hai ki pure ground me bethe logo ko sunta hai.

    Boy 3 – Sale tujhe bahot garmi chadi hui hai. Ye kehte hi wo Aarif ko 2 thapad jad deta hai.

    Boy 4 – Bhai tu kyo ise maar rha hai ye Lucifer ka khass dost hai.

    Aarif – Tu nhi janta mujhe. Tune aaj galat adami se panga le liya hai sale. Ruk 2 minute, fir wo apne mama ko phone kar deta hai. Mama jhat se wahan par aa jata hai.

    Mama – Kisne touch kiya in dono ko.
    Sare students ache se jante the ki ye college ke Thakur hai.

    Mama fir se bole – Maine pucha kisne touch kiya hai in dono ko.

    Boy 3 darte hue bola – Sir galti ho maaf kar do.

    Mama – Sale janta hai tu ye kon hai. Ye mera saga bhanja Karan Thakur. Sale madarchod randi ke bache tune college me ek addmission kya le liya aur tu khud ko college ka head samjh hai, chal aaja tujhe teri aukat dikhata hoon.

    Mama ji ne use principal ke office pakad kar le jate hai. Sath Karan aur Aarif bhi aa jata hai.

    Principal – Kya hua Thukur sahab aap ko yhan aana pada mujhe bata dete main aa jata.

    Mama – Aap is college ke principal ho isliye main aap se pyar se baat kar rha hoon. Par aap ko pata bhi hai is college me kya ho rha hai din dihade ranging ho rhi hai.

    Principal – Sorry Thakur sahab aaj ke baad kabhi nhi hoga aise. Aap bato iske sath kya karna hai wo hi main karunga.

    Mama – Aapko jo karna hai wo karo par aaj ke baad college me ranging nhi honi chayie.
    Principal – Jaisa aap keho Thaukur sahab. Wese main ise last warning de kar chord rha hoon. Aage se isne aisi koi harket kari toh isse sidha college se nikal dunga.

    Boy 3 – Thanks you so much sir, Ab aisa kuch nhi hoga.

    Ye keh kar wo whan se nikal jata hai. Ab mama principal ko asli naam batate hai. Sir ye hai mera saga bhanja Karan Thakur aur ye iska dost Aarif. Fir wo dono whan se nikal kar sidha apni pehli class me chale gye.

    Class me ladkiya Aarif ko Karan samjh kar dekh rhi thi. Ye dekh kar Aarif andar hi andar hi bahot khush ho rha tha. Fir wo dono calss me sab se piche wali seat par beth jate

    Aarif – Bhai kya takat hai tere naam ke andar hi. Sirf naam se hi maa chod di aaj toh uski behen ke lund ki.

    Karan – Oye chutiye ab jyada udd mat ye sirf 3 mahine tak hi hai. Jab exam hoga toh sab ko sach pata chal jayega.

    Aarif – Agar aisi baat hai toh bhai ab se main Aarif hi thik hoon ab maine kisi aur ka bevkoof nhi banana.

    Itne me teacher class me aa jate hai. Wo aate hi sabka intro lete hai, fir kuch hi der baad half time ho jata hai.
    Aarif – Chal na bhai canteen me chal kar dekhte hai whan kaisa mohal hai.

    Karan – Haan chal dekhte hai.

    Fir wo dono canteen me chale jate hai whan ja kar ek seat par beth jate hai.

    Aarif – Bhai kya lega.

    Karan – Jo marji le aa yaar paise toh mujhe hi dene hai.

    Aarif – Kya karen bhai tere paise bhi toh bahot hai naa. Chal aisa karte hai cold coffee oder karte hai.

    Tabhi Aarif ki najar ek ladki par padti hai wo sach me bahot hi khoobsurat aur hot thi. Un dono ka oder kab se aaya hua tha par Aarif ka dhyan usi ladki ke upar tha.

    Karan – Sale ab ankho se hi sex karega.

    Aarif – Aisa mat bol bhabhi wo teri. Bhai wese iski mil jaye toh life ban jaye.

    Karan – Sale khin toh apna thark control kar liya kar. Mujhe acha se pata hai meri bhabhi wo sirf bedroom tak hi banti hai.

    Aarif – Nhi bhai nhi ye hi ab toh meri life banegi aur teri bhabhi bhi banegi.

    Itne me hi kuch 7 senior ladke un ladkiyo ko tang karne lag jate hai.

    Aarif – Bhai chal bachata hai.

    Karan – Sale aaj pehla din hai mujhe koi ladai nhi karni. Chup chap beth kar apni coffee pi.

    Aarif – Are tu dekh toh ye sale use tang kar rhe hai.

    Ladka 1 – Janeman chal toh mere sath aaj tujhe pura college ghuma kar lata hoon. Fir hum sato tujhe duniya ki sair kara degen.

    Ladki 1 – Apni aukaat me reh kar baat kar samjha.

    Ladka 2 – Ye wali bahot garam aur maal bhi hai isko main jam kar chodunga.

    Ladki 2 – Sale tu mujhe janta nhi main kon hoon.

    Ladka 2 – Meri jaan ache jaan legen tujhe ek baar mere bed par toh aaja. Fir hum sato tujhe ache se jaan lengen.

    Aarif – Bhai Karan tujhe chalna hai chal mere sath varna main toh ja rha hoon dekh ab tu.

    Aarif unke pass ja kar unhe ek jordar laat marta hai.

    Ladka 4 – Abe sale ab tu kon hai tujhe kya dikat ho rhi hai ab.

    Aarif – Sale dikat ye toh hi hai mujhe jo tu mere samne kar rha hai.

    Ladka 5 – Abe sun kya rhe ho is chutiye ki chalo sab padko ko is hero ki tange tod do.

    Uski baat sun kar wo sab ek sath ikhte ho jate hai aur Aarif ko ek laat padti hai wo siddha Karan ke pass ja kar grita hai. Karan aram se beth kar coffee pi rha hota hai. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai.

    Aarif – Abe saale ab khada bhi ho ja main akela hoon aur ye saat hai.

    Karan – Sale chutiye maine tujhe pehle hi kha tha ye social work apne dimag se nikal de. Ye roj ka kaam hai.

    Aarif – Behen ke lund ab khada bhi ho ja. Dekh main ja rha hoon fir se.

    Aarif khada ho kar jata hai aur ek muka marta hai. Tabhi 5 muke ek sath Aarif ko padte hai aur wo siddha fir se Karan ke pass aa kar girta hai. Ab Karan se aur dekha nhi jata. Wo khada ho kar pehle Aarif ko khada karta hai.

    Aarif – Sale ab bhi aaya hi naa.

    Karan – Sale ab kya karun tujhe maar khata bhi nhi dekh skta main. Ab tu dekh kese 5 minute me inki gand fad kar aata hoon.

    Karan bhag kar unke pass jata hai aur ek ladke ke muh par muka mar kar use whin par dher kar deta hai.

    Ladka 7 – Abe bhago ye Lucifer hai isse panga mat lo varna ye tange tod dega.

    Ladka 2 – Aaj ise bhi dekh lete hai. Isse pehle bhi bahot mare hai wese bhi iska naam bahot suna hai. Chal aaja bete Lucifer dikha apna dam.

    Karan – Mere andar utna dam hai jitna tum saato me nhi hai samjha.

    Ladka 7 – Main nhi hoon bhai ye 6 hi hai sirf. Main toh beth kar live show hi dekhunga.

    Karan – Beta tu samjhdar hai. Acha ek game khelte hai tum mujhe ek muka maro main bhi tumhe ek muka marunga.

    Ladka 2 – Mast idea hai ye toh.

    Karan – Ek shart hai jo niche gir gya wo haar gya.

    Sabhi bole – Thik hai toh shuru karo.

    Karan – Toh aajao.

    Ladka 1 ek jo abhi niche gira tha wo khada ho kar ek muka Karan ko marta hai.

    Karan – Nhi beta tujhme dam nhi hai. Koi aur hai toh aayo.

    Aise hi ek ek karke sab aate hai par koi bhi Karan ko niche nhi gira pata.

    Ladka 7 – Dekho ab Lucifer bhai game me badlav karte hai.

    Aarif – Tujhe kese pata.

    Ladka 7 – Main inko bahot bada fan hoon.

    Aarif – Acha ji.

    Karan – Ab game change kuch aisa hai ki time kam hai tum sab ek sath aayo.

    Tabhi sab ek sath Karan ko marne ke liye aa jate hai. Par Karan ne sab ko mar mar dher kar diya. Last wale ladke ko usne ek flying kick mari.

    Ladka 7 – Bhai maja aa gya aaj toh.

    Karan – Chal ab nikal in sab ko yhan se. Wese tu mujhe baar baar kyo mil rha hai.

    Ladka 7 – Bhai kismet hai.

    Karan – Ok

    Ladka 7 – Wese bhai main Aadil agar koi kaam ho toh jarur yaad karna.

    Karan – Acha agar jarurat padi toh jarur yaad karunga. Ab in salo ko ache se samjha diyo ki main sab kuch bardash kar lunga. Par ladkiyo par buri najar dalne wale ko bardash nhi karunga.

    Idhar sari ladkiya Aarif ke pass aati hai.

    Ladki 1 – Thank you so much.

    Aarif – Are isme thank you wali kya baat hai. Ye toh humra farj tha.

    Ladki 1 – Itne logo me se aapne himmat dikhayi. Khair main Simran aur ye Nisha.

    Aarif – Well main Aarif aur wo betha coffee pi rha hai wo.

    Wo dono boli – Wo Lucifer hai main use janti hoon.

    Aarif – Haan wo wo hi hai.

    Simran – Ok aaj se hum friends hai.

    Aarif – Ok ok.

    Nisha – Wese apne dost se toh milwa do.

    Aarif – Chalo fir.

    Aarif – Bhai ye hai Simran aur ye hai Nisha.

    Karan – Toh main kya karun ?

    Karan mann me bola – Ye Nisha toh Sighaniyano ki ladki hai. Kyoki papa keh rhe the ki wo bahot hi khoobsurat hai. Paka ye wo hi hai.

    Aarif – Bhai ye aaj se humari friends hai.

    Karan – Humari nhi abe ye sirf teri hai, Khair class ka time ho gya hai main ja rha hoon tune aana hua toh aa jayio.

    Aarif – Sorry ye aisa hi hai.

    Nisha – Koi baat nhi ab hume bhi class me jana chayie.

    Aarif – Haan kyo nhi.

    Tino class me chale jate hai. Class me puchne tak tino me baat ho rhi thi.

    Nisha – Wese apne apna naam intro me Karan Thakur bataya tha naa.

    Nisha man me papa toh keh rhe the ki mere dost ka beta hai Karan wo bhi isi college me samne stream me hai. Toh ye Aarif Karan hai ya jhuth bol rha hai kamina.

    To be continued.. Like, share and comment for more!

    Leave a Comment