Zindagi, Ek Anokha Safar – Episode 18

This story is part of the Zindagi, Ek Anokha Safar series

    Idhar aadhi raat ko teen call confence par the.

    Adami 1 – Jo tum chahate the wo ho gya. Meri bhanji ne tujhe tera pyar ohh sorry tere liye rkhail de diya hai. Ab jaldi se apna kaam shuru karo.

    Ladki – Haan bhayia ab aur bardash nhi hota aise Thakur ko khule me ghumte dekh kar. Maine aapke liye Nisha ko ptaya kitni baar kaan bhere uske tab ja kar uska dhayan us par se hata. Varna wo toh Karan ke liye pagal ho gyi thi.

    Ladka – Isliye tera dil se thanks karti hoon meri pyari behen.

    Ye ladki koi aur nhi Simran aur Ajay the aur Trisha aadmi Simran ka mama.

    Simran – Wese kya sach me aap Nisha se pyar karte ho ?

    Ajay – Pagal hai kya. Main toh uska rass nichord kar use chord dunga. Aur use apni rkhail bana ke rakhunga.

    Teeno fir hasne lag jate hai.

    Simran Mama – Toh kya socha hai aage ke bare me pehla wicket kiska girana hai.

    Ajay – Ragahav Industry ki jaan ka jo sab kuch sambhalti hai.

    Simran – Kisa Trisha ka.

    Ajay – Haan shi samjhi. Pehle Trisha, kyoki kuch hamre jasos ne Trisha ko aaj Karan ki bahon me dekha hai. Kyo na ye pyaar ko aage badhne se pehle ho iska gala ghota jaye.

    Simran – Haan thik keh rhe ho bhayia. Wese Karan hai hi itna handsome.

    Ajay – Teri niyat toh thik hai naa uske liye.

    Simran – Niyat toh tab hi kharab ho gyi thi meri us Thakur khandan se jab Karan ki mummy ne mere mama ko thapad mara tha.

    Simran mama – Us thapad ka badla main toh use apni rkhail bana kar lunga. Jab sab marenge tab maa beti ko rkhail bana kar rkhunga.

    Ajay – Wese Neha ko main phele chodunga fir aap.

    Simran mama – Thik hai wese aage ab kya karna hai ye socha hai.

    Ajay – Soch liya hai kal sabse pehle Nisha ko udana hai. Fir Karan ke baap ko Fir Karan ko uske baad toh puri property aur sabhi ghar ki aurten humare rkhail haaahaaa haaa.

    Sab jor jor se hasne lag jate hai.

    Ajay – Kya tu sach me tu Aarif ko pyari karti hai.

    Simran – Haan pata nhi kyo mujhe usse pyar ho gya hai. Main toh gyi thi uske pass Karan ki details nikalne ke liye. Par kab mujhe usse pyar ho gya mujhe pata tak nhi chala.

    Ajay – Chal chord wese Karan ke bare me kya socha hai.

    Simran – Aarif ke dil me uske liye zeher bharungi aur toh aur bharna shuru bhi kar diya hai.

    Simran Mama – Very good chal ab sote hai sab.

    Ajay – Asli khel toh kal se shuru hoga. Chalo good bye and good night.
    Aur sabhi so jate hai. Idhar puri duniya se bekhabar Trisha Karan ke photo ko le kar apne sine se lagaye so rhi thi. Subah Karan uth kar apna daily routine karke dinning table par beth tha. Jahan sirf papa hi the aur abhi khana aane me kuch der thi.

    Papa – Karan.

    Karan – Haan papa boliye.

    Papa – Maine dekha kal table par tum shant the agar aise rhoge toh sab ko pata chal jayega. Fir sab toot ke bikhar jayegen, beta ab tune hi sab kuch dekha hai. Ab se tu is ghar ka beta hi nhi is ghar ka malik hai. Zindgi ek sangharsh hai jo har mod par aapka exam leti hai. Is exam me aap ko has kar ro kar pass hona padta hai. Itne me mummy breakfast le kar aa jati hai.

    Mummy – Kya aur kise sambhalna hai.

    Papa – Office ki baat kar rha hoon.

    Mummy – Nhi Karan ki jab marji hoga wo tabhi sambhalega. Fir sabhi table par aa jate hai. Karan apne asun chupa kar sabse has kar baat karna shuru kar deta hai. Fir khana kha kar college jata hai.

    College me Kiran aur Anita madam se thoda hasi majak karke class me chala jata hai. Sabhi canteen me chale jate hai par Karan class me hi ruk jata hai. Nisha ye dekh kar wo bhi whin ruk jati hai.

    Ajay – Chalo na Nisha.

    Nisha – Nhi mera man nhi hai.

    Ajay – Come on darling ab aa bhi jao.

    Nisha ye sun kar shock si ho jati hai. Kyoki kal purpose aur aaj darling Nisha ke dil me ye baat gadd jati hai kuch toh jarur baat hai. Ye kahani aap desi kahani dot net par padh rhe hai.

    Nisha – Suno Ajay apni had me rho samjhe. Ye darling warling mujhe pasand nhi hai.

    Ajay – Tum toh bura maan gyi. Sorry yaar wese canteen chalna hai.
    Nisha – Nhi tum jao bs.

    Fir wo whan se chala jata hai. Idhar Karan apne sir ko bench me chupa kar papa ke bare me soch rha tha. Tabho Nisha uske kandhe par hath rkhti aur bolti hai.

    Nisha – Kya hua kuch problem hai aapko ?

    Karan – Nhi kuch nhi hai.

    Nisha – Agar hai toh dost samjh kar bta skate ho.

    Karan – Nhi aisi koi baat nhi hai.

    Nisha – Fir canteen me kyo nhi gye aap ?

    Karan – Mera mann nhi hai.

    Nisha – Agar kuch batane layak ho toh aap mujhe apni dost smajh kar bata sakte ho.

    Karan – Thanks par aia kuch nhi hai.

    Fir sab ke sab busy ho jate hai. Idhar Ajay akele me ja kar apne truck driver dost ko samjhata hai ki kese Trisha ko marna hai. Jise dekh kar ye accident lage.

    Udhar college khatam karke sab vapis apne ghar aa jate hai. Trisha apne naye pyar me khoye hue office me baithi muskurate hue kaam kar rhi thi. Shaam ko jab wo scooty se highway par nikalti hai tabhi ek car wala usko piche lag jata hai. Kuch door par chauraha tha. Trisha apni scooty ko right modti hai tabhi Truck ek joor se dhaka side se marta hai. Jisse wo whin par gir jati hai.

    Uske sir se khoon nikalne lag jata hai. Trisha ke muh se jordar cheenke nikal jati hai Karaan Karaannnn kuch hi der me wo chilate chilate behosh ho jati hai.

    Idhar Karan ghabra kar apni bike nikal kar highway par jata hai. Wo jese hi Trisha ko dekhta hai tabhi wo apni hosh kho bethta hai. Uske pass me kafi bheed jama ho gyi thi.

    Karan chila kar bola – Koi ambulance bhulao,

    Karan Trisha ke sir ko godd me rkh leta hai. Piche se papa bhi aajate hai unhe bhi ye khabar ho jati hai. Fir Trisha ko hospital laya jata hai. Use stretcher par daal kar operation unit me dala jata hai. Idhar besabri se Karan operation unit ki aur jhank rha tha. Kuch ghanto baad doctor bahar aata hai.

    Karan rote hue – Kya hua sir meri Trisha ko ab kesi hai wo kya main mil skata hoon usse.

    Doctor – Abhi kcuh nhi keh skate. Uska bahot sara blodd nikal gya hai. Sir par choot aayi hai, agar 5 ghante ke andar hosh nhi aaya toh wo heartbeat slow jayega aur body thanda ho jayega fir wo mar jayegi.

    Karan – Nhi kuch nhi hone dunga main apni Trisha ko. Usse ache se ache hospital me le jaunga.

    Papa – Beta shant ho jao use kuch nhi hoga. Doctor shabh hai naa tabhi sabhi log aa jate hai. Trisha ki mummy bhi.

    Trisha apni mummy ke sath hi rehti thi. Karan apni mummy ko dekh kar usse lipat kar rone lagta hai. Mummy. Neha aur Sonam didi ko bhi samjh aa jata hai ki Karan Trisha se pyar karta hai.

    Mummy – Kuch nhi hoga beta use please. Tum rona chord do.

    Aise hi time nikal jata hai aur 5 ghante ho jate hai. Andar se doctor aate hai.

    Doctor – Aap me se Karan kon hai. Wo sirf Karan se milna chahti hai.

    Karan – Kya meri Trisha ko hosh aa gya. Kya wo ab thik hai.

    Doctor – Nhi ab uski bachne ki chance na ke barabar hai. Uski sans bar bar kamjor pad rha hai. Aap jayie aapko wo bula rhi hai.

    Karan bhag kar operation theater me jata hai. Jahan Trisha akhen band karke bed par padi thi Karan jaa kar Trisha ke hath ko apne hath me le kar.

    Karan – Kyo Trisha tune aisa kyo kiya.

    Trisna – Kaaraan muskurate hue ab Trisha se bola bhi nhi ja rha tha.

    Karan – Tujhe kuch nhi hoga. Tum himmat mat haro please.

    Trisha – Mujhe pata hai ki main ab nhi bach paungi.

    Karan – Tum mujhe aise akele bich majdhar me chhod kar nhi jaa skati tune hi promiss kiya tha ki main tujhe humsahar bankar sare dukhon ko door krungi.

    Trisha – Sorry main apna promiss pura nhi payi. Shayad bhgawan ki yehi marji ho. Wese main bta doon ki mera accident shayad karwaya gya hai.

    Karan – Tum kuch mat bolo please shant rho.

    Trisha – Please meri mummy ka khayal rkhna wo akeli pad jayegi. Meri mummy ko bulao.

    Karan – Nurse bahar se iski mummy ko bulao.

    Trisha mummy – Kya hua meri beti tujhe.

    Trisha – Mummy yehi Karan hai, jisse main shadi karna chahti thi. Par ab main aur sath nhi de pungi Karan ka.

    Karan – Nhi tune mera sath umar bhar dena hai.

    Trisha – Tum promise karo ki meri mummy ko khush rkhoge.

    Karan – Promise karta hoon.

    Trisha – Mummy aap promise karo ki aap bhi Karan ki sans na reh kar dost ki tarah pesh aayogi.

    Trisham mummy – Thi hai beti.

    Trisha – Karan ab main ja rhi hoon is antim time me main suhagan ban kar jana chahti hoon.

    Karan bina kuch bole table par rkhe knife se anghute ko kaat kar Trisha ki mang ko bhar deta hai. Trisha khushi wali ankho se Karan ko dekhti hai. Fir wo apni dono bahen khol kar use bulati hai.

    Karan uske bahon me simat jata hai. Fir dheere dheere Trisha ki dody ko thandi hoti jati hai. Kuch hi der me wo sanse lena band kar deti hai. Trisha ab Karan ko chhod kar jaa chuki thi.

    Karan bahar aa kar maa se lipat kar rone lagta hai. Idhar Neha Trisha mummy ko sahara de rhi thi.

    Mummy – Karan khud ko sambhalo.

    Karan – Kese sambhalun mummy wo kehti thi ki kabhi nhi sath chodegi dekho wo chord kar chali gyi mujhe.

    Sonam ki ankho me ansu aa jate hai. Papa bas chupchap baithe sabhi ko dekh rhe the. Fir sabhi vidhi vdhan se Trisha ki body ki anteem sanskar kiya jata hai.

    Karan ki zindagi me hua ye hadsa aage kya naya mod layega, janne ke liye padhte rahiye!

    To be continued..

    Leave a Comment